Skip to main content

Billi (Cat) ko bhuka maar deney ki wajah se Dojakh mein chali gayee.

Billi (Cat) ko bhuka maar deney ki wajah se Dojakh mein chali gayee.

Hazrat Abdullah bin Umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek Aurat ko azab is wajah se hua kyunki usney ek billi ko itni der tak baandh kar rakha tha ki wo bhook se mar gayee aur wo Aurat isi wajah se Dozakh mein dakhil huyee. Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya  ki Allah taalane us sey kaha tha { Aur allah hi jiyada janta hai }  ki jab tuney us Billi ko baand kar rakha us waqt na tuney usey kuch khilaya aur na kuch pilaya aur na usey chod ki wo zameen ke keedey makodey hi kha kar apna pet bhar leti..

Reference: *Sahih al-Bukhari 2365In-book reference: Book 42, Hadith 13USC-MSA web )English( reference: Vol. 3, Book 40, Hadith 553*

Jazaakumullahu khair'an Wa-Ahsanul Jazaa.

Foundation for Islamic Dawah ®.  (+91) 9839035299.

www.facebook.com/FoundationForIslamicDawah

Comments

Popular posts from this blog

DUA [010.1] When leaving the home

DUA [010.1] When leaving the home بِسْمِ اللهِ ، تَوَكَّلْـتُ عَلى اللهِ وَلا حَوْلَ وَلا قُـوَّةَ إِلاّ بِالله Translation: In the Name of Allah, I have placed my trust in Allah, there is no might and no power except by Allah. Transliteration: Bismillaahi, tawakkaltu 'alallaahi, wa laa hawla wa laa quwwata ‘ illaa billaah. Get the Android App HisnulMuslim: https://play.google.com/store/apps/details?id=com.admads.android.HisnulMuslim_Google_JQM

جواب آئے نہ آئے پکار دیکھتے ہیں

جواب آئے نہ آئے پکار دیکھتے ہیں وہ ایک قرض کہ ہم بھی اتار دیکھتے ہیں نشہ کہاں پہ ہے، آنکھ میں کہ باتوں میں تمہی یہ سوچنا…ہم تو خمار دیکھتے ہیں عجیب طور ہوا زندگی سے پیار ہمیں عجیب طور سے ہم انکا پیار دیکھتے ہیں خزاں کی شاخ یہ بیٹھے ہوئے پرندے ہیں وفورِ شوق سے ہم بھی بہار دیکھتے ہیں جہاں پہ پاؤں رکھیں کھینچ لیتا ہے وہ زمیں قدم قدم پہ یہ احسانِ یار دیکھتے ہیں شبہ طراز

Dark background HD wallpaper Images

Dark background HD wallpaper Images