Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2020

Yaume Arfa ka roza 9 zulhijjah

Yaume Arfa ka roza 9 zulhijjah

Takbeer Tsbeeh Tahmeed Aur Tahleel Ki Fazeelat

Aap SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:Jo shakhs din mein sao martaba kahe: سُبْحَانَ اللهِ وَبِحَمْدِهِ Allah apni taareef ke saath paak hai To uske gunah maaf kar diye jaate hein khua samandar ki jhaag ke barabar hon [Al Bukhari 7/168, Muslim 4/2071] Aap SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:Jis shakhs ne das martaba ye kalmah padha: لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ ، وحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ ، وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌِ Allah ke siwa koi ibaadat ke laayaq nahi uska koi shareek nahi,usi ke liye milkiyat (hukoomat) hai aur usi ke liye hamd hai aur Woh har cheez par qaadir hai Woh uss shakhs ki tarah hoga jisne Ismail Alaihi salaam ki aulaad mein se chaar (4) jaanen aazaad keen [Sahih Al-Bukhari 7/67, Muslim 4/2071] Aap SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:Do kalmeh aise hein jo zabaan par intehahi (bahot) halkay,mezaan mein bahot bhari aur Rahman ke yahan bahot ziyadah pasandeeda hein سُبْحَانَ اللهِ وَبِحَمْدِهِ وسُبْحَانَ اللهِ الْعَظِيْمِ Allah

Tauba Wa Istigfaar

Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Allah ki qasam be-shak mein Allah Taalaa se aik din mein sattar (70) martaba se ziyadah maafi maangta hoon aur us se taubah karta hoon [Sahih Al-Bukhari 6307,Vol. 8, Book 75, Hadith 319] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Aap SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:Logon Allah Taalaa ki taraf taubah karo kiyon ke mein Allah Taalaa se aik din mein sao (100) martaba taubah karta hoon [Muslim 4/2076] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya:Jis Shakhs Ne Kaha: أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الْعَظِيمَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْْقَيُّومُ وَ أَتُوبُ إِلَيْهِ Mein Allah Taalaa se bakhshish talab karta hoon jis ke siwa koi sachcha mabood nahi,Woh hamesha zinda rehne wala hai,qaaem rehne wala hai aur mein usi ki taraf taubah karta hoon To Allah Taalaa usay bakhsh dengay chaahay wo maidane jihaad se bhaaga ho [Abu Dawood 2/85 And At Tirmidhi 5/569] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Allah Taalaa apn

nabi Kareem SAW par Darood bhejne ki fazeelat

Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Jis shakhs ne mujh par aik martaba durood padha Allah Taalaa us par das rahmaten nazil farmaay ga [Muslim 1/288] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Meri qabr ko mela gah na banana aur apne gharon ko qabrastan na banao,mujh par durood padhna,tum jahan bhi hogay tumhara durood mujh tak pahonch jaay ga [Abu Dawood 2/218,Abi Dawud 2042,Ahmad 2/367] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Woh aadmi bakheel hai jis ke paas mera zikr ho aur woh mujh par durood na bhejay [At Tirmidhi 5/551] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Allah ke kuch farishtay aisay hain jo zameen mein chalte phirte rehtay hein,woh meri ummat ka salaam mujhe pohnchaa detay hein [Nasani,Wa Al Hakim 2/421,Nasani 1/274] Nabi Kareem SALLALLAH ALAIHI WA SALLAM Ne Farmaya: Jab koi shakhs mujhe salaam kehta hai to Allah Taalaa meri rooh mujh mein lautata hai yahan tak ke mein us ke salaam ka jawaab doon [Abu Dawood 2041]

zikr ki fazeelat

فَٱذْكُرُونِىٓ أَذْكُرْكُمْ وَٱشْكُرُوا۟ لِى وَلَا تَكْفُرُونِ Pus tum mera zikr karo mein bhi tumhen yaad rakhoon ga,aur mera shukr ada karo aur meri na-shukri na karo [Surah Al-Baqarah,Aayat Number 152] يٰۤـاَيُّهَا الَّذِيۡنَ اٰمَنُوا اذۡكُرُوۡا اللّٰهَ ذِكۡرًا كَثِيۡرًاِ Aye imaan walo Allah ka bahot zikr karo [Surah Al-Ahzaab,Aayat Number 41] وَالذّٰكِرِيۡنَ اللّٰهَ كَثِيۡرًا وَّ الذّٰكِرٰتِ ۙ اَعَدَّ اللّٰهُ لَهُمۡ مَّغۡفِرَةً وَّاَجۡرًا عَظِيۡمًا‏ِ Aur Allah ko kasrat se yaad karne wale mard aur yaad karne wali aurten Allah ne unke liye bakhshish aur bada ajr tayyar kar rakha hai [Surah Al-Ahzaab,Aayat Number 35] وَاذۡكُرْ رَّبَّكَ فِىۡ نَفۡسِكَ تَضَرُّعًا وَّخِيۡفَةً وَّدُوۡنَ الۡجَـهۡرِ مِنَ الۡقَوۡلِ بِالۡغُدُوِّ وَالۡاٰصَالِ وَلَا تَكُنۡ مِّنَ الۡغٰفِلِيۡنَِ Apne Rab ko apne dil me aajizee aur khauf ke saath aur buland aawaaz ki nisbat past aawaaz (yaani kam aawaaz) ke saath subah wo shaam yaad karo aur ghaafilon mein se na ho jao [Surah Al-Aaraf,Aayat Number 205] Nabi Karee

Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri | لب پہ آتی ہے دعا بن کے تمنا ميری

Urdu lyrics Roman Urdu  Transliteration English Translation لب پہ آتی ہے دعا بن کے تمنا ميری زندگی شمع کی صورت ہو خدايا ميری Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri Zindagi shamma ki surat ho Khudaya meri My longing comes to my lips as supplication of mine Oh God! May like the beauty of the candle be the life of mine دُور دنيا کا مرے دم سے اندھيرا ہو جائے ہر جگہ ميرے چمکنے سے اُجالا ہو جائے Door dunya ka mere dam se andhera ho jaye Har jagha mere chamakne se ujala ho jaye May the world's darkness disappear through the life of mine May every place light up with the sparkling light of mine ہو مرے دم سے يونہی ميرے وطن کی زينت جس طرح پھول سے ہوتی ہے چمن کی زينت Ho mere dam se yunhi mere watan ki zeenat Jis tarha phool se hoti hai chaman ki zeenat May my homeland through me attain elegance As the garden through flowers attains elegance زندگی ہو مری پروانے کی صورت يا رب علم کی شمع سے ہو مجھ کو محبت يا رب Zindagi ho meri parwane ki surat ya Rabb Ilm ki shamma se ho mujh ko mohabbat ya Rab

surah nahal ayat no. 102

Surah nahal

TAFSEER-E-QURAN📖 LESSON ‎# *62*.... ‏Para ‎#10📡 Surah Al-Anfal ‎41-49 ‏

بسم الله الرحمن الرحیم ✨باذن الله تعالی ✨ ✨ السلام عليكم ورحمة الله وبركاته✨ 📗 TAFSEER-E-QURAN 📖 LESSON # *62*.... Para #10 📡 Surah Al-Anfal (41-49 ) 🎙 Lect by: Dr. Idrees Zubair  🕰 Total Duration 00:25:15 🔅 ✨ 🔅 ✨                              🌟 🌟 🌟 🌟 🌟  🔹ﷲ  سبحانہ تعالٰی ہر چیز پر قادر ہے. {سورہ الانفال41} 🔹 فیصلوں کا اختیار ﷲ کے ہاتھ میں ہے. {سورہ الانفال 42}  🔹ﷲ دلوں کے بھید جانتا ہے. {سورہ الانفال 43} 🔹اے ایمان والو جب تمہارا سامنا مخالف قوم سے ہو تو تم ﷲ کو بکثرت یاد کرو تاکہ تمہیں کامیابی حاصل ہو. {سورہ الانفال 45} 🔹ﷲ تعالٰی اور اس کے رسول ﷺ کی پیروی کرو اور آپس میں اختلاف نہ کرو. اور صبر سے کام لو. {سورہ الانفال 46} 🔹لوگوں کے سامنے اترانے اور خود نمائی کرنے سے بچو ﷲ تعالٰی ہر چیز کا احاطہ کرنے والا ہے. {سورہ الانفال 47} 🔹جو کوئی ﷲ پر بھروسہ کرے تو ﷲ غالب ہے حکمت والا ہے. {سورہ الانفال 49} 🔅✨🔅✨بارك الله في علمكم و عملكم. آمــــــــــين 🔅✨🔅✨

جواب آئے نہ آئے پکار دیکھتے ہیں

جواب آئے نہ آئے پکار دیکھتے ہیں وہ ایک قرض کہ ہم بھی اتار دیکھتے ہیں نشہ کہاں پہ ہے، آنکھ میں کہ باتوں میں تمہی یہ سوچنا…ہم تو خمار دیکھتے ہیں عجیب طور ہوا زندگی سے پیار ہمیں عجیب طور سے ہم انکا پیار دیکھتے ہیں خزاں کی شاخ یہ بیٹھے ہوئے پرندے ہیں وفورِ شوق سے ہم بھی بہار دیکھتے ہیں جہاں پہ پاؤں رکھیں کھینچ لیتا ہے وہ زمیں قدم قدم پہ یہ احسانِ یار دیکھتے ہیں شبہ طراز

Chana wallpaper

Chana wallpaper

Inside bus view from glass hd images

Inside bus view from glass hd images

Red and yellow mat texture HD wallpaper Images

Red and yellow mat texture HD wallpaper Images

Skin Texture HD wallpaper Images

Skin Texture HD wallpaper Images

Colour full cloth texture HD wallpaper Images

Colour full cloth texture HD wallpaper Images

Dirty wood Texture HD wallpaper HD quality images

Dirty wood Texture HD wallpaper HD quality images

Patra, iron texture HD wallpaper Images

Patra, iron texture HD wallpaper Images

Old wood Texture HD wallpaper Images

Old wood Texture HD wallpaper Images

Red and Black floral wallpaper Images

Red and Black floral wallpaper Images

Green colour cloth texture HD wallpaper Images

Green colour cloth texture HD wallpaper Images

crack wood Texture wallpaper HD image

crack wood Texture wallpaper HD image

Kedaa, dirty wallpaper

Kedaa, dirty wallpaper

Laptop keyboard button images

Laptop keyboard button images

Dark background HD wallpaper Images

Dark background HD wallpaper Images

Wood Texture HD wallpaper Images

Wood Texture HD wallpaper Images

Blanket texture

Blanket texture

Laptop keyboard (keypad) HD wallpaper, Dirty keyboard HD images

Laptop keyboard (keypad) HD wallpaper, Dirty keyboard HD images

Cloth texture HD wallpaper Images

Cloth texture HD wallpaper Images

Wallpaper hd quality Red Cup 👌 HD wallpaper

Wallpaper hd quality Red Cup 👌 HD wallpaper

Cotton (Kapus) wallpaper HD quality, HD Image, HD Texture

Cotton (Kapus) wallpaper HD quality, HD Image, HD Texture

HD wallpaper Images And Texture Red Colour #red colour

HD wallpaper Images And Texture Red Colour #red colour

Red Texture HD wallpaper Images

Red Texture HD wallpaper Images

Kapoos (Cotton) wallpaper HD image

Kapoos wallpaper HD image

Rice wallpaper hd quality

Rice wallpaper hd quality

Skin Texture

Skin Texture

Wood and iron Amazing Texture HD wallpaper hd quality

Wood and iron Amazing Texture HD wallpaper hd quality

Book Texture

Book Texture

HD blur Wallpaper

HD wallpaper

Dates wallpaper

Dates wallpaper

Wood Texture HD Quality

Wood Texture HD Quality

Dirty Plate Hd Texture

Dirty Plate Hd Texture

Mumbai Tea Khadi texture HD

Mumbai Tea Khadi

Road Texture HD image

Road Texture